Compositor: Kumaar / Nilesh Mishra / Nouman Javaid
Khuda yaaaaa….aaaa….
[Ishq ka hai kaam puraana,
Chein banke chein churana]- 2 times
Hooo…hooo…
[Nazrein kahan soti hai
Needein dhua hoti hai]- 2 times
Jab din yeh dhale, palko ke tale,
Koi saanse le o jaana,
Khamosh rahe, kabhi chupke se,
Koi baat kare o jaana,
[Ishq ka hai kaam puraana,
Chein banke chein churana] - 2 times
Nazrein kahan soti hai
Needein dhua hoti hai,
Jab din yeh dhale, palko ke tale,
Koi saanse le o jaana,
Khamosh rahe, kabhi chupke se,
Koi baat kare o jaana,
[Ishq ka hai kaam puraana,
Chein banke chein churana] - 2 times
Hooo…hoooo….oooo
Uski hi yaadon ke, lamho ki aahat hai,
Khwabon khayalon ki raahon mein,
Mil ke woh jaaye toh, rang uski khusboo ke,
Bikhre hi rehte hai bahon mein,
(Koi jadoo chahat pe kar leta hai kaboo) - 2 times
Jab din yeh dhale, palko ke tale,
Koi saanse le o jaana,
Khamosh rahe, kabhi chupke se,
Koi baat kare o jaana,
[Ishq ka hai kaam puraana,
Chein banke chein churana] - 2 times
Chein banke chein churana…
Aankhon mein padh lo tum,
Ya sunn lo hothon se,
Uske hi chehre ki baatein,
Guzre yeh din saare, uske hi saaye mein,
Uski panaho mein raaatein hai,
(Dil aaye dil pe to wapas naa jaa paaye )- 2 times
Jab din yeh dhale, palko ke tale,
Koi saanse le o jaana,
Khamosh rahe, kabhi chupke se,
Koi baat kare o jaana,
[Ishq ka hai kaam puraana,
Chein banke chein churana] - 2 times
Hooo…hooo..oooo…
Hooo…hooo..oooo…